Aasaan Deen Part 117

✾✵✾

*︽︿︽︿︽︿︽︿︽︿︽︿︽*
*Bismillahirrahmanirrahim*
*︾﹀︾﹀︾﹀︾﹀︾﹀︾﹀︾*
*︵︷︵︷︵︷︵︷︵*
*❀ Aasaan Deen ❀*
*︶︸︶︸︶︸︶︸︶*
*❥ Part - 117 ❥*
❂〰✸〰✸〰✸〰✸〰✸〰❂​​​​​​​​

❧ Isi tarah aurton ko libaas mein kaafiron aur faasiqon ki naqqaali aur un ki mushaabehat ikhtiyaar karne se bachna chaahiye aur mardon jaisa libaas bhi nahin pahenna chaahiye. Kyun ke Rasoolullah ﷺ ne aisi aurton par laanat farmaai hai jo mardon ki mushaabehat ikhtiyaar karti hain.

📓 [Sahih Bukhaari: 5885]

❧ Neez aurton ko chaahiye ke apni isteta'at se ziyaada qeemat ke kapde ka ehtemaam bhi na karein aur libaas pahen kar fakhr wa numaaish aur takalluf se parhez karein. Kyun ke Allah ke Rasool ﷺ ne farmaaya: Jis ne shohrat ka kapda pehna, Allah Ta'ala us ko qayaamat ke din zillat wa ruswaai ka kapda pehnaaeinge.

📓 [Ibne Maaja: 3606]

(..Next - 118, Soon In Sha Allah..)

*✍🏻 Ref:* Deeniyat Course book

Download App - Goo.gl/mg4455
❂〰✸〰✸〰✸〰✸〰✸〰❂

Popular posts from this blog

Aasaan Deen Final Part 122

Aasaan Deen Part 121

Aasaan Deen Part 116